Tuesday 29 January 2013

बेटी के हजारो सपने (Chandan Rathore)



nanhi si aakho me hajaro sapne
fir bhi use marne me lage he uske apne


komal pankhudiyo si uski kaya
fir bhi use bachane ko koi aage na aaya

kahi pathar rakh kar to kahi palne me 6od k ja rhe he log
kyo apne kaleje k tukde ko maar rahe he log

roti chikti cilati maa ko pukarti he betiya
muje samj nhi aata unhe pyari kyo nhi he betiya

bachao bachao ab to bachao betiyo ko
vansh lata ko bachao mat mano paap betiyo ko

haat badhao beti bachao


आपका शुभचिंतक
लेखक - चन्दन राठौड़
(Facebook,PoemOcean,Google+,Twitter,Udaipur Talents)

Time-9:48 Am
Date - 27-1-013

No comments:

Post a Comment

आप के विचारो का स्वागत हें ..