POEM No.45
****************
Agar Aap Na Hote
****************
agar aap na hote samne to ham se likha kaha jaata
aap na dete itne gam to hamse aaj jibhar roya kese jaata
aap na hote yaado me to hamse jiya kese jaata
kdiya judi he jivan ki varna
5 bar bichad jaane par bhi milan kaha ho paata
agar aap na hote to hamse likha kaha jaata
likhne ki shuruwat aap se hi he hamri
or aap par hi khatam sari kavitaye hamri
aap na hote to hame puri raat kon jagata
aap na hote to hame pal pal kon rulata
aap mere liye kavita ki kitab ho
har roj usme se ek panna utrne kon deta
agra aap na hote to aaj hame shayar kon kahta
aap na hote to hamre jivan me dard kon bharta
agra aap na hote to aaj hame shayar kon kahta
आपका शुभचिंतक
लेखक - चन्दन राठौड़
(Facebook,PoemOcean,Google+,Twitter,Udaipur Talents)
10:12 AM
17-2-2013
No comments:
Post a Comment
आप के विचारो का स्वागत हें ..