Friday 2 November 2012

Name He Kranti ..( Chandan Rathore)



name he uska kranti
mere man ko wo bhati
wo apni man ki he karti
wo kisi ki na sunti
clg kabhi kabhi wo aati
name he kranti
mere wo man ko he bhati

chanchal komal nirmal he uski kaya
gussaa karna he fitrat uski
pyar karne me wo he kachi
name he kranti
mere wo man ko bhati

sab ki dost kahlati
sundarta ki murat
vani me badi mithas he
nathkhat us ka svbhav he
aavo milo or ab kya wo kahti
name he kranti
mere mann ko wo bhati

har baat pe manna wo karti
wo kisi se na darti
apne kayalo me wo rahti
madhuri usko he bhati
salman ko bhi pasand wo karti
gar walo ke liye khuch na sunti
name he kranti
mere wo mann ko bhati

he badi pyari
sab se wo niyari
papa ki dulari
mujse wo pareshan bechari
jish raste ni jaana
us rashte ka name nhi lena asa wo kahti
padhne se he parhej
moz masti se he  uko krez
bhumi se ldai he karti
par uski chinta bhi bhut he karti
vah tikha he kahati
khuch bhi dene se he katrati
ab name kya kranti

har jagh pungi lagati
ram lal ki bhut udati
galiya bhi bhut he aati
name bhi to he kranti

hasi mzak me he sab ko leti
fir bhi mere wo mann ko bhati
name he wo hi kranti


आपका शुभचिंतक
लेखक - चन्दन राठौड़
(Facebook,PoemOcean,Google+,Twitter,Udaipur Talents)

10:44
30/10/012
modify
11:11 pm
1:11:012

No comments:

Post a Comment

आप के विचारो का स्वागत हें ..