POEM No.65
-----------
Darde Tanhai. . .
-----------
Koi tham le muje
koi chup to kara do muje
rokar na sambhal pata hu sachi
koi to sambhal lo muje
haar gya me tut gya me
dardbhari duniya se kese jud gya me
jaane ki bahut tamana he aap se dur
koi to shaat dedo muje
a khudaa tu to jaan ta he mera dard
fir kyo tadpata he mere khuda
bichad k mere dil se kaha kho gye
ab kon sambhale meri tanhaiyo me muje
jina ab kese hoga
kese kategi ye raate
kesi ye gamo ki barish he
kon ab dubne se bachayega muje
''koi gamo ko apna bana leta
koi gamo ko dusro par thop deta he
kai log karte isq par koi nibhata he to
koi bich rah me 6od deta he''
a muje apne rang me rangne wale
isq ki rah me muje bhatkane wale
gam he itne ki konsa tera liye he or konsa tera diya hua
khuch samj nhi aata muje
jindgi ne kitna rulaya
koi rah najar nhi aati ab to
A khuda kesa ye isq karwaya
Bhul na jaana A diwano me bhi ek aasiq tha
jaha tum aaj ho kal me bhi wahi tha
jin rasto se gujr gya ye dil
un rasto me pal pal moot ka pahra tha
आपका शुभचिंतक
20:03Pm, Wed 20-03-2013
लेखक - राठौड़ साब "वैराग्य"
(Facebook,Poem Ocean,Google+,Twitter,Udaipur Talents, Jagran Junction , You tube , Sound Cloud ,hindi sahitya,Poem Network)
20:03Pm, Wed 20-03-2013
(#Rathoreorg20)
_▂▃▅▇█▓▒░ Don't Cry Feel More . . It's Only RATHORE . . . ░▒▓█▇▅▃▂
No comments:
Post a Comment
आप के विचारो का स्वागत हें ..