POEM NO. 67
----------------
Shahid Divash to Manao
----------------
Aaj divash he sahid divash
hame use bhi manana he
jo khel gaye baji apne desh par
hame unhe bhi aaj pahchanna he
vandematram ki gujo se guja diya tha bhart ko
haste haste chad gye fasi rula diya tha bhart ko
veero ki gathaye kahti tum bhi asa kaam karo
thodi si jindgi tum bhi desh k name karo
desh bhakti me junun badhao
nayi pidhi ko bhi samjao
dedi aajadi par wo aajadi he kaha
khud aage aakar apni aajadi ko lao
apni khusiya 6od wo bhavisy ki aajadi lene chale
gore angrej aaj unhe fasi pe chadhane chale
bhart mata ki jay kahte kahte chal diye
bhart maa ko yaad karte karte wo bhi chal diye
bhul gye kurbani unki
bhul gye guru vani unki
aaj to unko yaad karo
aaj to unka satkar karo
happy sahid divas
आपका शुभचिंतक
लेखक - चन्दन राठौड़
08:38am, Sat 23-03-2013
No comments:
Post a Comment
आप के विचारो का स्वागत हें ..