Monday, 1 April 2013

"Yaro Ki Masti Samundar K Shaat" Poem No.71 (Chandan Rathore)


POEM NO.71
-----------------
Yaro Ki Masti Samundar K Shaat
----------------
Wo yaro ki masti samundar k shaat
lahr lahar lahrati  sagar ki lahro k shath
dube he mastane aaj kya mila jo shaat
waa waa karti duniya hamari kavitao k shaat

aaj na karege mastiya kam mile jo thin diwane shaat
likhne bethe he aaj niye tarane bhuli bisri yado k shaat
thindi lahrati hawaye dil ko machlati he
nikal pade parinde apne aashiyano se
aaj apne yaro k shaath

aati lahre baha lejati
wo samundar ka khara pani
wo jor jor se pani se ladna
fir jor jor se hasna
ab aap hi bataye kahi milega asa shaat
wo yaro ki mastiya samundar k shaat

uff ka takaluf na kariyo a pariye
jaha uff dikhe bhai jaan waha comment na kariye


आपका शुभचिंतक
लेखक - चन्दन राठौड़

05:11pm, Sun 24-03-2013

No comments:

Post a Comment

आप के विचारो का स्वागत हें ..